VARSHA DIGITAL INFO

VARSHA DIGITAL INFO : Hello dosto main apko yaha health, yogasan, aasan, pradayam, beauty,job alert, benefits of fruits, tech news, SEO , Best Blogging,mobile applicatin, jaisi kaafi jaankari dene wala hu

शुक्रवार, 11 जनवरी 2019

10 minite me Blog or Website ke liye Article likhe


10 minite me Blog or Website ke liye Article likhe


how to write articles in a blog in hindi,how to write an article for a tech blog

     10 minite me Blog or Website ke liye Article likhe







Hello dosto namaskar swagat hai apka hamare is Blog me
Jisme aaj ham baat karenge ki apni Website or Blog ke liye ek sundar sa Article kese likhe. Dar asal ham log Internet se jankari prapt karke. Ek Blog or website to bana lete hai . but bad me article likhne me pareshani ka samna karna padta hai.to chaliye aaj ham apko apki website or Blog ke liye ek badiya articles likhne sikhaye. Jo ap kisi bhi topic par sundar tareeke se likh sakhte hai.to chaliye dekhte hai.


Dosto agar aap ekBlogger hai to aap yah achhi tarah se jante honge. ki Google unhi Blog post ko search engine me top par lata hai. Jinka content unique hone ke sath sath long bhi hota hai. Lekin jab ham Blogging start karte hai. To hame nahi pata hota ki ham article ko kis tarah se likhe. Or us article me likhne ke liye word kaha se laye.


 Dosto Jab ham Blogging start karte hai. To suru me ham 3-4 article likh lete hai.uske baad hame article likhne me Problem suru ho jati hai. Ham ye  decide nahi kar pate ki ham article ko kaha se likhe or  kis tareeke se likhe. Agar dekha jaye to article likhna bhi bahut kathin kam hai.



Dosto ek khas baat ki jab bhi ham apne article ko likhe. To ek baak hamesha dhyan me rakhe. Ki article boring na ho or hamare visitor hamari site jyada se jyada time spand kare. Or pure article ko dhyan se pade.is baat ko dhyan me rakhkar article likhe ko likhe. Apko bata de jab kabhi aap article likhte hai. Is tarah se likhe. Ki apka article logo ko pasand aane ke sath sath google ko bhi pasand aaye. Agar apki blog post google ko pasand aayegi. To jald hi apki blog post google me rank karegi. Or apki website or Blog par traffic bhi achha ayega.


Dosto apko bata de ki google ko vahi post pasand ate hai. Jo apke visitor log panda pasand karte hai.jab koi visitor apki site par akar apki post ko pura pade or jyada se jyada apki site par ruke. Wahi post google ko pasand ati hai. Or tabhi apki nlog post google me rank karne lagti hai.






how to write articles in a blog in hindi


how to write articles in a blog in hindi

    how to write articles in a blog in hindi






hello dosto aaj ham apko kuchh khas tarike batane bale hai.jisse aap badi hi asani se article likh sakte hai. Bas apko kuchh steps follow karne hai. Agar aap steps follow kar lete hai to aap badi hi asani se ek sundar article likh sakte hai. To chaliye dekhte hai.



1 dosto jab apko kisi topic se related apni blog post likhni ho.usse pahle ap uske bare me thoda resurch kare. Ho sake to 3 se 4 apni post se related articles pad le. Jisse apko help mil jayegi or ap apni post ko achi tarah se likh payenge.


2 jab aap resurch kar le or  3 se 4 articles pad le. Uske baad apko jo baate achhi lage unko apni diary me note karle. Or jo achhi na lagen unko bhi note ar le. Isse apko bahut help milegi.


3 ab aap apne article ka ek roop banye ki apko article kese likhna hai. Or kon si bat kaha par likhna hai. Jo logo ko padne me pasand aye.

4   dosto apko dhyan rakhana hai ki apko apna article apne word me likhna hai. Apni bhasa or apne tarike se likhna hai. Apni resurch ke anusar likhna hai. Jo logo ko padne me achhi lage.

5 dosto  topic  se related jo  bhi  important  information hai   aap  usme  add  kar  sakte  hai. Add kar deni hai.


6 dosto yaad rakhna kisi bhi article ko copy karke paste nahi karna. Kyonki google ko pasand nahi hai. Isliye apna khud ka topic likhna .

7 dosto article likhne me kabhi jaldi baji na kare soch samajh kar likhe. Resurch  kare or fir likhe or achha likhe.    

8 dosto hamesha apni blog post ko apne idios or apne word me likhe. Jsse apka article sabse alag or unique rahe.

9 article likhte samay use related baton ko bhi usme jod kar likhe. Yesa karke reader ko post ke sath joda ja sakta hai.


10 dosto is article me mera maksad sirf apko motivate karna tha. Jisse ap apni khud ki resurch kare or apne word me likhe. Or achha likhe
                   Thanks for read 


कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें

Thanks Friends