VARSHA DIGITAL INFO

VARSHA DIGITAL INFO : Hello dosto main apko yaha health, yogasan, aasan, pradayam, beauty,job alert, benefits of fruits, tech news, SEO , Best Blogging,mobile applicatin, jaisi kaafi jaankari dene wala hu

मंगलवार, 25 दिसंबर 2018

Adsense account me address verification pin kaise fill kare full guide hindi me


Adsense Account me Address Verification Pin kaise fill kare full guide Hindi me


Adsense account me address verification pin kaise fill kare full guide hindi me
Adsense account me address verification pin kaise fill kare full guide hindi me




Hello dosto namaskar  swagat hai aapka hamare is Blog me
Adsense account me address verification pin kaise fill kare. Va apne Google Adsense Account ko full tarike se Verify kese karenge ayiye dekhte hai.


Dosto kya  aap jante hai ki Address  verification Pin aapke paas kaha se ayega or apko kab milega. Google Adsense aapka  address verification Pin aapke address par kab bhejega.ayiye dekhte hai.


Dosto jab aapke Google Adsense Account me Life Time 10$  ho jata hai. Tab Google Adsense aapke address par Address verification Pin bhej deta hai. Pahle aapko Address verification ke liye Manually Request  dalna padta tha.  Magar ab yesa nahi karna padta hai.  Ab to jese hi apke Google AdsenseAccount me 10$ ho jata hai .  Google Adsense apke Address par  Address verification Pin ka Latter bhej deta hai.  Is liye jab bhi aap Google Adsense Account  Create kare . to apni Details achchhi tarah janch parakh le.




Google Adsense aap ka 10$ hone ke baad. Google Adsense aapke dwara bhare gaye  address par Address verification Pin bhej deta hai.  Isliye apna Address sahi  se fill kare.

Dosto jaise hi Google Adsense Account me 10$ ho jata hai. To apke Google Adsense Account me sabse upar Action button a jata hai.  Agar man lo apke google adsense account me action ka button nahi ata hai. To ghabrane ki koi baat nahi hai.


Iske liye sabse pahle apko apne google adsense account ko apne Gmail ID or Password se log in kar lena hai. Jaise hi log in karoge to apka google adsense account  by Default  Home page par select rahta hai.  Uske baad aapko Left side me 3dot dikhai denge.  Uske baad apko simply un par click kar dena hai. Iske baad apke samne bahut sare Option khul kar ayenge.  Jinpar apko bilkul 




click nahi karna hai. Ab apko setting par click karna hai. Jo by default Personal setting par select hoga.

Account  information

Adsense account me address verification pin kaise fill kare full guide hindi me
Adsense account me address verification pin kaise fill kare full guide hindi me


Lekin apko account information par click karna hai.  Is par jaise hi click karoge to apke samne account information ka page open hoga.  Jis par apke Google adsense account ka sara details dikhai dega. Jisme apko sabse neeche dikhai dega  Address Verification or uske aage Verify Address dikhai dega. Jispar simply apko click karna hai.



Verify Address

Verify Address par jaise hi ap click karoge.  To apke samne ek naya page open ho jayega. Jaha apka Address verification Pin ka sara details dikhai dega.

AS-
Apka address verification Pin kab generate hua. or us address verification Pin ko apke paas kab bheja jayega. Or wo apko kab receive hoga ETC.

Address Verification Pin Fill karna

Iske baad sabse neeche apko ek Empty Box dikhai dega. Jo fully empty hoga. Usme apko apna Address verification Pin Fill karna hoga. Jo Google Adsense ke dwara apke address par bheja gaya hai.  Us Pin ko apko is empty  wali jagah me bharna hai. Dosto yaad rahe Pin sahi wa janch kar bharana hai.  Agar aap Pin ko  3 baar se jyada wrong dalte hai. To is condition me Google Adsense apka account  suspended bhi kar sakta hai ya ho jayega. Isliye google adsense dwara send kiya gaya Pin sahi sahi bhare . or Submit par click kar de.

 Mai asha karta hu ki apko ye article samajh me a gaya hoga.


                                           THANKS  FOR  READ    
  

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें

Thanks Friends