VARSHA DIGITAL INFO

VARSHA DIGITAL INFO : Hello dosto main apko yaha health, yogasan, aasan, pradayam, beauty,job alert, benefits of fruits, tech news, SEO , Best Blogging,mobile applicatin, jaisi kaafi jaankari dene wala hu

रविवार, 23 दिसंबर 2018

how to create a blog on blogger I Apne liye Blogger me blog banaye wo bhi Free me in Hindi


how to create a blog on blogger I Apne liye Blogger me blog banaye wo bhi Free me in Hindi 


how to create a blog on blogger I Apne liye Blogger me blog banaye wo bhi Free me in Hindi
how to create a blog on blogger , Apne liye Blogger me blog banaye wo bhi Free me in Hindi


Hello dosto namaskar  Welcome to you  my bloge  aaj main baat karunga ki Blogger par blog or website kese create kare.  Iske liye ap se request karta hu ki ap is post ko bahut hi dhyan se or pura pade. Beech me skip na kare  apko pura process btaunga. Ki blog kesecreate kare. To aayiye suru karte hai


Agar dosto ap Blogger me ek Blog banana chahte hai. To mai apko batane wala hu ki app  Free me ek achha Blog create kese kar sakte hai. Iske liye aapko kuchh cheejon ki jarurat hogi  jo mai aapko abhi batane wala hu. To ayiye dekhte hai …….





Dosto blogger par Blog create karne ke liye. aapke paas ek Gmail ki ID or password hona bahut jaruri hai. Tabhi aap Blogger par Blog create kar payenge wo bhi Free me. To dosto bahut hi aasan hai blogger par ek achha blog create karna. to aapka jyada samay na lete huye suru karte hai aaj ka topic.

1-Sabse pahle aapko apne computer ko on karna hai.  computer on karne  ke baad aapko kisi  bhi ek Browser ko open kar lena hai or Google search bar me search karna hai 

Blogger

how to create a blog on blogger I Apne liye Blogger me blog banaye wo bhi Free me in Hindi
how to create a blog on blogger , Apne liye Blogger me blog banaye wo bhi Free me in Hindi 




2 Dosto  apke samne Blogger ka  page khul kar aayega. Blogger ke page ke upar Right side me ek  SIGN IN  ka botton dikhega. Ab apko SIGN IN ke botton par clik kar dena hai.

3 Sign in par clik karne ke baad aapse aapka Gmail ID or Passwod manga jayega. Jis Gmail ID se aap apna Blog banana chahte hai. Ab Gmail ID or Password de kar Next par clik kar de.

how to create a blog on blogger I Apne liye Blogger me blog banaye wo bhi Free me in Hindi
how to create a blog on blogger , Apne liye Blogger me blog banaye wo bhi Free me in Hindi 


4 Ab aapke samne ek naya page khul jayega. Jaha apko Create New Blog par clik karna hai.

5 Ab apke samne ek naya page khulkar aayega.   ” Conferm Your Profile
  jaha apse puchha jayega Display Name. aap apne Blog ka kya naam rakhana chahte hai. Ya jis bhi name se Blog Create karna chahte hai.  Display name  ke samne Box me likhe. Continue to Blogger par clik kare.

6  Dosto jaise hi aap Continue to Blogger par Clik kar denge –apke samne e naya page open hoga. Jaha apko do option dikhai denge.

 Create a Google+ Profile.                      Create a Limited Blogger Profile.


Apko sirf Create A Limited Blogger Profile par Click karna hai.

7 Create A Limited Blogger Profile – karne ke baad aapke samne fir ek naya page jaha apko –Title,  Address , or Theme Select karne ke liye bola jayega. Aayiye inke bare me details se jaante hai.

how to create a blog on blogger I Apne liye Blogger me blog banaye wo bhi Free me in Hindi
how to create a blog on blogger , Apne liye Blogger me blog banaye wo bhi Free me in Hindi 




Title-
 Isme vo name dena hai jis name se aap apni website ya Blog  banana chahte hai .

Address-
 Address me apko subDomin Choose karana hai. Jaise hi aap apne Blog ka name Address ke search bar me dalenge. To ye apko Free me SubDomin search karke dega. Wo isme fill kar de.

Theme-
 yahan apko apne Blog ke liye Template chunana hai. Iske baad Create Blog par Click karna hai.

8 – Dosto ab hamara Blog puri tarah se taiyar ho chukka hai. Yani proper Complete ban chukka hai . ab aap apne Blog par work kar sakte hai.

how to create a blog on blogger I Apne liye Blogger me blog banaye wo bhi Free me in Hindi
how to create a blog on blogger , Apne liye Blogger me blog banaye wo bhi Free me in Hindi 
 

                                                      Thanks For Read




कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें

Thanks Friends