VARSHA DIGITAL INFO

VARSHA DIGITAL INFO : Hello dosto main apko yaha health, yogasan, aasan, pradayam, beauty,job alert, benefits of fruits, tech news, SEO , Best Blogging,mobile applicatin, jaisi kaafi jaankari dene wala hu

शनिवार, 12 जनवरी 2019

how to earn money for blogging,Blogging se paise kese kamaye


how to earn money for blogging,Blogging se paise kese kamaye


how to earn money for blogging,Blogging se paise kese kamaye

           how to earn money for blogging,Blogging se paise kese kamaye

 


Blogging se paise kesekamaye. Ji ha blogger pe kam karke paise kamaye ja sakte hai. Hello dosto namaska swagat hai apka hamare is blog me. Dosto apne suna hi hoga ki online paisa kamane ke bahut sare upay hai. Aap jab goggle me search karenge how to makemoney online tips  to apke samne bahut sare result a jayenge.jinme se ek hai how to make money for blogging. or aaj ham apko blogging se paisa kamana bata rahe hai.

 

Dosto online paisa kamane ke tarike to bahut hote hai. Magar unme se bahut se tarike fake bhi hote hai. Jinme kuchh ese hote hai ap paisa to kamate hai magar jab jyada paisa ho jata hai. Unka payment apko nahi mil pata hai. Lekin dosto kuchh tarike ese bhi hote hai. Jinse aap really me paisa kama sakte hai. Iske liye jaruri hai. Pahle apko uski jankari honi chahiye. Uske bare me sikh le. Fir internet me work kare or bahut sara paisa kamaye.

 

Dosto aaj ke time me har insane internet ka yuj kar raha hai. Jaha din prati din logo ki sankhya adhik se adhik bad rahi hai. Ho sakta hai kuchh time baad jab ham online paisa kamane ke liye internet par kaam kare  to bahut der ho jaye. Isliye hame apna time barbad nahi karna chahiye.

Or  turant iska fayda uthana chahiye. Agar aap internet par kaam karte hai. To paiso ke sath sath internet par apna naam bhi bana sakte hai. Isliye der na kare or internet par kam karna aaj se hi suru kar de.

 

Dosto vaise to internet se paise kamane ke bahut sare ache-achhe raste hai. Bahut sare trike hai. Youtube par video upload karke. Android app bana kar etc. magar aaj ham baat karenge Blogging se paisa kese kamaye. Aaj bahut log blogging se paisa kama rahe hai. Vaise to bahut log   Internet par dhire dhire Blog or website bana rahe hai.

 

Dosto aaj ke is article me mai apko yah samjhane ki kosis karunga. Ki blogging se paisa kese kamaya ja sakta hai. Or Blog par kaam kese kiya jata hai. Jab bhi aap internet par koi chij search karte ho. To apke samne bahut sare topic a jate hai. To kya apne kabhi socha hai. Ki itne sare topic pahle se maujud hote hai. Kyunki jo log ye kaam pahle se karte hai. Un logo ko is chij se koi na koi fayda to hota hi hoga. Tabhi to vo ye kam karte hai. Ye to aap bhi jante hai ki agar jab kisi  ko koi fayda na ho. To ye kaam kyun kare.

 

 


How to make money by bloging

How to make money by bloging

          How to make money by bloging

Dosto jab ham internet par koi chij search karte hai. To hamare samne bahut sare post najar ate hai. Vah post kisi Blog or website ke hote hai. Hame nahi pata ki isse post dalne vale ka kya fayda hai. Vo kis trike se paise kamata hai. Yahi soch rahe hai na aap. To thik soch rahe hai chaliye apko batate hai. Vo paisa kese kamate hai. manlo jab apne internet par search kiya intarnat se paisa kaise kamaye. To apke samne bahut sare link khul jate hai. ab aap kisi ek link par click karte hai. to ap us link ke dwara us insane ki site par pahunch jate hai. jiska vo link hai. ab aap us site par gaur se dekhiye ki uski post ke aas paas kush advertisement (ads) dikhai denge. Isi ads ka paisa ads company us insane ko deti hai. jiska Blog or website hai.



How to Create Blog/website free

How to Create Blog/website free

        How to Create Blog/website free

 

1 Sabse pahle google me Blogger.com search kare. Jaise hi aap blloger.com par click karenge. Apke samne ek naya pag open hokar ayega. Ab ap create a new blog par click kar de. 

2 dosto jaise hi aap create a new blog par click karenge. To apse Gmail account or password manga jayega. Fir ap usi gmail account or password  se login kare jisse ap apna Blog or website banana chahte hai. 

3 Ab fir apke samne ek naya page open hoga. Jisme apse Title , URL Address , or theme choose karne ko bola jayega. Apko Title me vahi naam dena hai. jis naam se ap apne blog create karna chahte hai. or URL Address me ap vahi naam de jo apne Title me diya hai. jaha apko free subdomin search karke diya jayega. Baad me apko domin purchase karna padega. Vo baad ki baat hai. iske baad apko ek theme choose kar leni hai. 



4  iske baad apko create a new blog par click kar dena hai. ab apka blog ban kar ready ho gaya hai.


Iske baad apka kaam sif daily ek article apni site par post karna hota hai. isse kuchh hi dino me apka blog popular ho jata hai or jab apka blog popular ho jata hai. to apke blog par dhire dhire traffic ana suru ho jata hai. or fir ap google adsense ke liye apply kar sakte hai. or jab google adsense apke blog ko approval de deta hai to aap google adsense account ke jariye paisa kama kama sakte hai.


                                Thanks for read

2 टिप्‍पणियां:

Thanks Friends