VARSHA DIGITAL INFO

VARSHA DIGITAL INFO : Hello dosto main apko yaha health, yogasan, aasan, pradayam, beauty,job alert, benefits of fruits, tech news, SEO , Best Blogging,mobile applicatin, jaisi kaafi jaankari dene wala hu

मंगलवार, 1 जनवरी 2019

How to Protect Your Google AdSense From High CTR


How to Decrease, control Adsense CTR, Adsense ka bada CTR kese kam kare In Hindi


How to Protect Your Google AdSense From High CTR,How to Decrease, control Adsense CTR, Adsense ka bada CTR kese kam kare In Hindi
How to Protect Your Google AdSense From High CTR




 Adsense ka bada hua CTR Control  karte hai –



Hello dosto namaska swagat hai apka hamare is BLOG me

Aaj ham baat karenge ki Adsense ka bada hua CTR kam kese kare. After kuchh hi ghanton me. To chaliye CTR control karna sikhe . plz Article ko pura pade. Va beech me skip na kare. Nahi aapko samajh me nahi aayega.to aayiye dekhte hai.


Adsense CTR kya hai-


Dosto Adsense me do tarah ke CTR hote hai. Jisme se ek hai Page CTR or dusra Impression CTR. Ye dono CTR alag alag tarike se kaam karte hai


1-   Page CTR- 

Dosto Page CTR ka matlab Adsense me aapke jitne bhi Page viev hote hai. Or unpar job hi AD aate hai. Or unpar click hote hai. Usi click ko page ka CTR kahte hai. Jisko page CTR kahte hai.


2- Impressson CTR-


Dosto  Impression CTR ka matlab AD hota hai. Aapke video par jo bhi AD aate hai. Va unpar job hi click hote hai. Impression CTR kahate hai.


CTR Kese Badta hai-


Dosto CTR  badne ka sirf or sirf ek hi karan hota hai. Ki jab bhi aapke site ya youtube par jyada AD a rahe hote hai. Or usi samay bahut saare log un ADS par click karne lagte hai. Jis vajah se  aapke click badte jaate hai. Dosto isi karan aapka CTR kaafi had tak bad jata hai.

For Ex-  aapki video per 100ads aate hai. Or unpar 25 par click ho jata hai. To aapka CTR 25% ho jayega.


Safe CTR-


Dosto kitna CTR safe hai iske liye Adsense ki taraf se  koi guide line nahi hai.Adsense kahta hai ki agar aapka CTR valid tareeke se aaya hai or kitna bhi aya ho . To pareshani ki koi baat nahi aapka CTR ekdam Safe hai. Dusra  aapka CTR Invalid tarike se aya hai. Jaise  agar aap apne Ads par click karva rahe hai. Ya khud se kar rahe hai. Ya fir aapka koi Dusman ya hetrs aapke Ads par baar baar click kar raha hai. Is condition me aapka CTR kam hone par bhi Adsense Disable kiya ja sakta hai. Is tarah  agar apka Page CTR 10% ke upar ya fir Impression CTR 15% tak bhi ja raha hai to bhi aap khatare me hai. Is samay apko jaruri Action lena hoga

CTR Bade To Monetizesion Band karna chahiye-


How to Protect Your Google AdSense From High CTR,How to Decrease, control Adsense CTR, Adsense ka bada CTR kese kam kare In Hindi
How to Protect Your Google AdSense From High CTR


To dosto is condition me Agar aap CTR badne par Monetize band karte hai. To isse aapki Revenue band ho jayegi. Or us din apko koi income bhi nahi hogi. Or fir jab bhi aap apna Monetize dobara se kholenge to apka CTR fir se badega. Jis bhi din aap apna Monetize band karenge. To apka us din ka CTR utna hi count hoga. Jisse apka Adsense Account safe nahi rahega. Fir bhi khatar rahega. Isliye monetize band karna sahi nahi hai. Or ye apki samasya ka samadhan bhi nahi hai. To kya karna chahiye ki hamara adsense safe rahe. To chaliye dekhte hai.



CTR Control Karne Ka Sahi Tarika-


Dosto agar apka CTR Bad raha hai to is condition me apko na  monetize band  karne ki koi jarurat  hai or na ads band karne ki jarurat hai. Iske liye apko sirf ye dekhna hai ki apki kon kon si  video va fost me jyada view a rahe hai. Or us video ke skipable ads ko band kar dena hai. Isse apka bada hua CTR kuchh ghanton me control ho jayega. Isse apko koi bhi khatra nahi hoga. Or apka Adsense Safe ho jayega.


Kese Check kare video views-


Sabse pahle aapko apna Youtube channel open karna hoga. Channel me jane ke baad aapko apne video manager me jana hai. Video manager me jaane ke baad apko channel me jana hai. Jab ap channel me jayenge vahan apko reall time views dekhne ko milenge. Jaha apko 48 ours or 60 minite ka real time views dekh payenge.


Skipable Ads ko band karna-


To dosto sabse pahle apko apna youtube channel open kar lena hai. Youtube channel open karne ke baad aapko my channel me jana hai. Iske baad apko video manager me jana hai. Video manager me jane ke baad apko video edit par click karna hai. Ab apke samne setting ayegi to vaha se apko monetize me jana hai. Or vahan apko sirf skipable ads ko band karna hai. Iske baad apko kuchh bhi band karne ki jarurat nahi hai.
Mai ahsa karta hu ki is article me maine job hi likha hai apko achchhi tarah samajh me a gaya hoga

                                       THANKS  FOR  READ


कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें

Thanks Friends